Posts

Showing posts with the label Health Tipse

HEATH TIPSE

Image
START WITH THE NAME OF ALLAH Agar aap khanay mein teezi dekhatay hain to iss baat ka bohat zada imkaan hai keh aap ka shaamaar motay logun mein honay lagay. Aik jaizay sey 40 aur 50 saal ki omar ki khwateen bohat jaldi jaldi khana khahti hain, woh aista aista bohat jaldi khanay walon kay muqabalay mein motapay ka shaikar hosakti hai. Iss sey phelay aik Japani jaizay mein yeh baat batahai jachuki hai keh teezi se halaq sey khana utharanay walon mein farba honay ka imkaan dugna hojata hai. Aik university mein is cheez ka jaiza liya gaya. Yeh dekha gaya jo mard hazrat teezi sey khana khaha rahay thay, in mein motapay ka khatra 84 guna ziadah tha. Jab keh is qism ki khwateen mein farbhi ka indisha taqreeban dugna tha. Aik university kay professor kehtay hain keh jab hum bohat teezi sey nowala halaq sey utharnay lagtay hain. To is sey woh mechanism jo humaray dimagh ko shakm seeri ki itlaha daita hai, muhtil hojata hai. Muqsus uzaab dimagh pouchtay hain keh maida phel raha hai. I...