HEATH TIPSE






START WITH THE NAME OF ALLAH

Agar aap khanay mein teezi dekhatay hain to iss baat ka bohat zada imkaan hai keh aap ka shaamaar motay logun mein honay lagay. Aik jaizay sey 40 aur 50 saal ki omar ki khwateen bohat jaldi jaldi khana khahti hain, woh aista aista bohat jaldi khanay walon kay muqabalay mein motapay ka shaikar hosakti hai.

Iss sey phelay aik Japani jaizay mein yeh baat batahai jachuki hai keh teezi se halaq sey khana utharanay walon mein farba honay ka imkaan dugna hojata hai. Aik university mein is cheez ka jaiza liya gaya. Yeh dekha gaya jo mard hazrat teezi sey khana khaha rahay thay, in mein motapay ka khatra 84 guna ziadah tha. Jab keh is qism ki khwateen mein farbhi ka indisha taqreeban dugna tha.

Aik university kay professor kehtay hain keh jab hum bohat teezi sey nowala halaq sey utharnay lagtay hain. To is sey woh mechanism jo humaray dimagh ko shakm seeri ki itlaha daita hai, muhtil hojata hai. Muqsus uzaab dimagh pouchtay hain keh maida phel raha hai. Issi duraan aik harmon jis ka naam Ghrelin hai aur jo iss waqt tayaar hota hai jab maida khaali hota hai aur dimgh ko paigham daita hai keh bhook lagae hai, lekhin jaldi jaldi khanay ki surat mein iss harmonon ki miqdar ghat. Jis waqt ap khana shuru kartay hain, is waqt dimgh tak yeh paigham pouchnay kay liyeh keh ab aap kahana band kardain kyun keh aap ka pait bhar chukka hai. Taqereeban 20 minute lagtay hain. Iss naat ko aasaan lafzon mein yun samja jasakta hai.

 Jab aap teez teez khana khahtay hain to iss baat ka to iss baat ka imkaan qowi hota hai keh aap mayday mein zarorat zaidah bhar aur basya khori ka shaikar ho jaye. Unonay nay kaha keh jald baazi khanay ki adad umoman bachpan mein parti hai aur is ski wajah yeh hoti hai keh bachay jaldi jaldi khana khutam dinning table sey khiskna chahtay hain takay koii aur maan pasand mushguliaat ikain. Lekhin hairan kin baat yeh hai keh bohat logun mein baloqat kay baad bhi yeh aadad pukta rehti hai.

Aik aur medical university kay research nay apni tehqeeq mein yeh bhi dekha hai keh jaldi jaldi khanay ki wajah sey mayday m, ein teezyabi ka khatra bhi bahr jata hai. Unonay dekha keh 690 Calories wali ghiza 30 minute kay bajaye 5 minute mein khutam karnay sey teezyabi maday ki aatoon sey mayday ki taraf wapsi kay 50 fesed zaidah imkanaat hotay hain kyun keh ghizahi barai meyara barai zaidah jamah hojatay hain. Agar zaidah teezi sey khanay ki aadad ka silsila kaii mah tak jari rahae to iss sey Gastroesophagul Reflux Disease hosakti hai. Jis mein ghizahi naali patli hojati hai, iss sey khoon risnay lagta hai ya cancer sey phelay ki surat-e-haal Barrett’s Esophagus paida hojati hai.



Latest Tech News: 16 HEALTH TIPS FOR EVERYONE




Health tips for our daily life – monsafety



Islamic Wazaif, Health Care Tips And Beauty Tips In Urdu | Beauty ...


348 Best Health Tips & Totkey No;2 images | Health tips, Health, Tips



                                                                                                            SUBHANALLH























Comments

popular post

Shaq Sadr

HOW TO REVELATION OF THE QUR'AN ON THE HAZRAT MUHAMMAD (SAW)

AP (SAW) SAY MUSHRAKIN KI TARAF SAY NISHANIYON KI TALB

Urdu poetry

THE PROPHET,S HAZRAT MUHAMMAD(SAW) STYLE OF SPEECH